Albums
Dewaar
Ansoo BarishThe pain of war cannot exceed
The woe of after math
The pain of war is ours to keep
Inside our silence subhe nau mein shaam-e-gham mein
Kabhi hans kay kabhi roo kay
Ik doojay kay dil mein kho kay
Yaadon ki baarish mein bheegay they hum
Khayalon kay aangan mein ayay they um
Yaadon ki baarish mein bheegay they hum
Badal kay aanchal mein they suneherey do badan
Chaltey they jab woh donon tarastee thi pavan
Kushboo sey kushboo ka yeh mulaaim sa milan
Lagta tha jaisey saiyoon purani ho lagan
Kuch bhi nahin hai bas mein toofani hai yeh raat
Miltay bichartay pal hain shikartee kaainaat
Iss sey ziada hum sey na hoga intezaar
Iss hi jahan mein day day qayamat ki hayat
Yadon ki baarish…..
Dekho kaisay anjanay raston pe barsay ghata
Ao le lain matwali mastani rut ka maza
Aa aa bhi jaa meri jaan aa bhi jaa
Chahay tu zehar de ya jeenay ki dua
Kaisa yeh naata hai saanson say saanson ka
Sunn to le de sada bheegi bheegi faza
Yeh zindagi rangon main doobay gee
Surmaee shaam yeh bhoolay gee na kabhi
Koi to baatein hon aankhon say aankhon ki
Pyaar ki roshnee jaltee bujhtee huwee
Ao dhondain mil kay khushion ka lamha koi
Seenay main jo bharkay to bharkaey shola koi
Garaj baras sawan girr aayo
Tanha aisey kyun baichen phirey
Jaagein gey zaroor yeh bhaag terey
Koi janey na yeh josh tera
Koi janey na junoon tera ghoom tana
Dil sey dilon ko jeetna
Mushkil sey na darna
Rang narsey ga yahaan
Din ho ya phir raina
Ghoom tana
Baree door hai abhi jaana
Mayoos kabhi na hona
Andherey mein bhi
Khilay gi koi kalee
Ghoom tana
Jhulle lal.. Jhulle lal
Zindagi shammal too hi jaaney mera haal
Jhulle lal
Dum mast qalander sung mujhey
Kiya ishq ney mast maland mujhey
Too apnay rang mein rang mujhey
Dey jawanani ki tarang mujhey
Masti mein hai kaainaat
Roshaniyon mein doobi raat
Too hi merey dil ki hai bisaat
Terey ishq mein hoon bayhaal
Jhulle lal
Deewanay terey hain hazaar
Phirein waadiyon mein beqarar
Kahey dil ki nobatt baar baar
Issi dasht mein hoga deedar
Jhulle lal
Yeh mazaa zindagi ka
Aye na roz roz
Yeh samaa hai khushi ka
Aye na roz roz zinda dil dosto
Chalo agey barho
Yeh moqaa thaam lo
Yeh lamha roaq lo
Jeevan ik mail hai
Do pal ka khel hai
Hum to sub khilari hain
Fankaar ya anari hain
Kabhi jeetna, kabhi haarna
Par baazi sey na darna
Jaago dosto, jaago hunrahio
Kinaarey ki talaash mein
Samandar mein hum saub saath hain
Kabhi doobna, kabhi ternaa
Par lehron say na darna
Na sadiyan tu nakla utaar
Pichaan hut sadee chaer na guitar
Tainu charey sao variyaan bhukhaar
Kadee howay tere bera na paar
Pappu wa
Pappu yar tang na kar panga lavein ga tey lag pata jaavey ga
Terey hath saada sur nahin aawaey ga
Tenu paway beysuriyaan di maar
Pappu wa
Pappu yaar tang na kar
Wich show jadoon saamnet tu huwien ga
Hath la la key merey jaan rowien ga
Ayvien maariya na jaeen bekaar
Pappu wa
Pappu yaar tang na kar
Galan karey jadoon jayee pardes vay
La sakna aiy tey la ley race vay
Phook niklay ghee terey vich kaar
Pappu yaar tang na kar
Tere mere sapney nahin jab hain juda
Yeh ratoon main hai andhaira kiya
Tere mere sapnay yuh hi toot tay rahain gai
Kabhi daikh na sakain ghay sawaira kiya
Tere mere sapnay nahin jab hain juda
In ratoon main hai andhaira kiya
Raat roshni andhaira zandagi ban kai aa
Ratoon main tiara chehra rahay woh roshni chahiyay jeenay ki tera hum ji sakain woh zindagi chahiyay
Ankhoon main tiara chahra rahay who roshni hum ko chahiyay
Tere mere sapnay milain kaho na sada
Sab tabirain hai paraiee kiya
Tere mere sapnay banain kiyoon na sahara
Hamain jeenay dai doosara akailay kiya
Raat roshni ban kay aa zindagi bann kay aa
Ratoon main tera chaihra rahay woh roshni chahiyaya
Jeenay ki tarah hum jee sakain woh zindagi chahiyay
Ankhoon main tera chahra rahay who roshni hum ko chahiyay
Tere mere sapnay nahin jab hain juda
Yeh ratoon main hai andhaira kiya ankhoon main
Tere chahra rahay woh roshni chahiyay
Jeenay ki tarah hum jee sakain woh zindagi chahiyay
Aankhoon main tera chahra rahay woh roshni chahiyay
Jeenay ki tarah hum jee sakain woh zindagi chahiyay
Ankhoon main tera chahra rahay who roshni chahiyay
Ankhoon main tera…
In lamhon kay peechay koiee ti hai lamha aisa bhee
Jo baigana bhee hai apna bhee hai jaata rahay yain lamha
Waheen se to aagay jana jisay socha hai usko paana hai jaoon main jaatay pall se aagay haon
Taara taara jalla jalla jalla jalla kahakshan kee tarah
Teray waastay main taara taara jaala kahakshan kee tarah
Jahan manzil hai meree kabhi to woh duniya dekhoon ga
Mujhay kaisay hai jeena dekhoon ga
Kabhi dekhoon ga jaa kay chuara kai main pechaa kaamon se
Kabhi nikloon ga subha shamon se
Jaon main jaatay pall se aagay jaon jaon main
Aagay ja kay usko paon… Chahoon aagay hee jaon main
Taara taara jaala jaala kahakshan kee tarah
Tere wastay main taara
Taara jaala jaala kahakshan kee tarah
Tere saath hamm hain
Gham kee tarah hain gham nahin
Tere mohabbat kamm nahin
Main taara taala jaala jaala kahakshan kee tarah
Tere wastay main taara taara jaala jaala kahakshan kee tarah
In lamhon kay peechay koiee ti hai lamha aisa bhee
Jo baigana bhee apna bhee